Powiedz znajomym o tym przedmiocie:
Swami Vivekananda Aur Vyavharik Vedanta / स ् व ा म ी व ि व े क ा न ं द औ र व ् य ा व ह ा र ि è
Acharya Prashant
Swami Vivekananda Aur Vyavharik Vedanta / स ् व ा म ी व ि व े क ा न ं द औ र व ् य ा व ह ा र ि è
Acharya Prashant
Swami Vivekanand ke poorvvarti zyadatar advaitvaadi daarshanikon ne apne vedant darshan me gyan paksh ko adhik mahatv diya hai. Aur yeh ati avashyak bhi hai. Par apne hi dharron ko bachaae rakhne ke lie saamany logon me yeh dhaarna viksit ho gayi ki advait vedant keval goodh evam taatvik siddhanton ka punj hai, jo sadharan maanviy budhdhi ke liye atyant duruh hai aur jiska pratyaksh jeevan se koi sambandh hai. Yeh keval sanyaasiyon tathaa chintansheel daarshanikon ke lie upyogi hai. Grihasth logon se iska koi sambandh nahin hai. Yeh jagat se palayan athva sanyaas ko badhaava deta hai, atah ye nishedhatmak evam niraashavaadi darshan hai.
Jansamanya me vyaapt is aatmghaati dhaarna ke nivaran hetu Swami Vivekanand ji ne Cedant ki naveen, parishkrit tathaa ashaavaadi vyakhya prastut karne ki avashyakta ko mehsoos kiya. Isiliye unhone vedant ke adarshvaadi paksh ko vyaavaharik roop diya tathaa Vedant darshan ko vyaavaharik vedant ke roop me prastut kiya.
184 pages
Media | Książki Paperback Book (Książka z miękką okładką i klejonym grzbietem) |
Wydane | 7 lutego 2022 |
ISBN13 | 9798885915465 |
Wydawcy | Notion Press Media Pvt Ltd |
Strony | 184 |
Wymiary | 127 × 203 × 11 mm · 204 g |
Język | Hindi |
Więcej od Acharya Prashant
Zobacz wszystko od Acharya Prashant ( np. Paperback Book )