Powiedz znajomym o tym przedmiocie:
Panchtantra / प ं च त ं त ् र
Acharya Prashant
Panchtantra / प ं च त ं त ् र
Acharya Prashant
Sanskrit nitikathaaon me Panchtantr ka pehla sthaan hai. Iski rachna teesri shataabdi Isa poorv ke aaspaas ki gayi thi.
Kahaani ke sabhi paatr pashu aur pakshi hain. Inki sabhi kahaniyaan rochak aur niriparak hain, jo humein uchit-anuchit ka paath padhaati hain. Yahan humein seekh milti hai bandar se, siyar se va anya jeev jantuon se.
Acharya Prashant Ji ne in kahaniyon ki shikshaon ko dharatal se uthakar adhyatm ki unchaiyon par pahuncha diya hai. Acharya Ji batate hain ki ye janwar aur koi nahin balki humaare man ke hi sabhi bhaavon ka prateek hain. Sabhi janwar kisi-na-kisi roop me humare bheetar hi maujood hain.
Acharya Ji ki vyakhya aapko in kahaniyon me chupe rahasypoorn gyaan se parichit karayegi. Inki kahaniyaan hi kuch aesi hain ki kai maukon par aapko hansi nahin rukegi aur kai mauke aese aayenge jinme aap aatm-avlokan me doob jaaenge.
166 pages
Media | Książki Paperback Book (Książka z miękką okładką i klejonym grzbietem) |
Wydane | 7 lutego 2022 |
ISBN13 | 9798885915229 |
Wydawcy | Notion Press Media Pvt Ltd |
Strony | 166 |
Wymiary | 127 × 203 × 10 mm · 186 g |
Język | Hindi |
Więcej od Acharya Prashant
Zobacz wszystko od Acharya Prashant ( np. Paperback Book )